Bada badnaseeb hoon,
Jo hume chchta hai; wohi chorr
jata hai,
Jisse pana chahta hoon; wohi dil
torr jata hai,
Sabko apne mehboob ke saath
dekta hoon,
Khushion ke saager main sabko
doobte dekta hoon,
Bas ek main hi bada badnaseeb
hoon…
Bada badnaseeb hoon,
Jisse na paa sakoun ussi se
mohobat hojati hai,
Phir toh bas zindagi andheron
main dhal jati hai,
Nadi ke kinare ponch kar bhi
pyaasa laut ata hoon,
Jahan se pyaar mangoun bas
thukraya hi jata hoon,
Aur dil yehi kehta hai ‘bada
badnaseeb hoon…’
Bada badnaseeb hoon,
Jisse pasand aa bhi jaun who
apne ehsason ko mar deta hai,
Kehke yeh ke usse koi bhavishya
nazar nahin ata hai,
Kehne ko toh kafi logon ka aziz
hoon,
Bas mohobat ki duniya main
thorra sa gareeb hoon,
Sach hai yaaroon; bada
badnaseeb hoon…
Lavson ka kadva teer mere
seene main chuboya jata hai,
Ab toh apni zindagi ko kabrastan
ki tarha veeran pata hoon,
Sone se pehle na uthne ki dua
mang jata hoon,
Sache dil se ab uss Rabb ke pas
laut jana chahta hoon,
Par kya karoun; maut se bhu
thukraya hi jata hoon,
Dil se kehta hu main ‘bada
Jo hume chchta hai; wohi chorr
jata hai,
Jisse pana chahta hoon; wohi dil
torr jata hai,
Sabko apne mehboob ke saath
dekta hoon,
Khushion ke saager main sabko
doobte dekta hoon,
Bas ek main hi bada badnaseeb
hoon…
Bada badnaseeb hoon,
Jisse na paa sakoun ussi se
mohobat hojati hai,
Phir toh bas zindagi andheron
main dhal jati hai,
Nadi ke kinare ponch kar bhi
pyaasa laut ata hoon,
Jahan se pyaar mangoun bas
thukraya hi jata hoon,
Aur dil yehi kehta hai ‘bada
badnaseeb hoon…’
Bada badnaseeb hoon,
Jisse pasand aa bhi jaun who
apne ehsason ko mar deta hai,
Kehke yeh ke usse koi bhavishya
nazar nahin ata hai,
Kehne ko toh kafi logon ka aziz
hoon,
Bas mohobat ki duniya main
thorra sa gareeb hoon,
Sach hai yaaroon; bada
badnaseeb hoon…
Lavson ka kadva teer mere
seene main chuboya jata hai,
Ab toh apni zindagi ko kabrastan
ki tarha veeran pata hoon,
Sone se pehle na uthne ki dua

mang jata hoon,
Sache dil se ab uss Rabb ke pas
laut jana chahta hoon,
Par kya karoun; maut se bhu
thukraya hi jata hoon,
Dil se kehta hu main ‘bada
No comments:
Post a Comment