ek
bar
ek
chidiya
ko
safed
gulab se
pyar ho gya.
chidiya ne gulab
se kha
ki
me tumse
pyar krti hu.
gulab ne kha
jis din me
lal ho jaunga
me
tumse
pyar
krunga..
ye sun
kr
chidiya
gulab ke
pas
kanto me lotne
lagi
chidiya ke khun se
gulab lal
ho
gya
tab
gulab
ne
kha
ki me bhi
tumse pyar
krta hu..
lekin tb tk bahut
der ho chuki
thi
chidiya mar
chuki thi...
moral:-don't put candition in love
No comments:
Post a Comment