Saath tumhara dena hai,
Kuch saath tumhara pana hai,
Patthro ke is shehar me,
Ek kaanch ka ghar banana hai,
Rab ne jo rishta aasman par likha
hai,
Use duniya me nibhana hai,
Ek naam tumhara likhna hai,
Ek naam hame ban jana hai,
Tum rooth ke mujhse na jaao,
Mujhe saath tumhara pana hai,
Tum laut ke waapas aa jaao,
Mujhe HUMSAFAR tumhe banana
hai,,,
No comments:
Post a Comment